Woh Jo Hum Mein Tum Mein Qarar – Ghazal by Momin Khan Momin – Begum Akhtar: Download MP3
Urdu Ghazal
Woh Jo Hum Mein Tum Mein Qarar Tha is a beautiful Ghazal by Momin Khan Momin, whose poet Mirza Ghalib himself admired greatly. It remains one of the casebook ghazals and besides separate of the Urdu textbooks in Pakistan as great exemplar of a dear ghazal. Begum Akhtar is considered the founder of renaissance of Urdu ghazals and led to genre of ghazals becoming more mainstream e.g. region of movies and television.
Download ( Right snap + save target as, or save link as )
Lyrics [Ghazal by Momin Khan Momin]
Woh Jo Hum Mein Tum Mein Qarar Tha, Tumhe Yaad Ho Kay Na Yaad Ho
Wohi Yaani Waada Nibaah Tha Tumhe Yaad Ho Kay Na Yaad Ho Woh Jo Lutf Mujh Pe The Paishtar Woh Karam Ke Tha Mere Haal Par
Mujhe Sab Hai Yaad Zara Zara, Tumhe Yaad Ho Ke Na Yaad Ho
Woh Naye Gile Who Shiqayatain Woh Mazey Mazey Ki Hiqayaten
Woh Har Ek Baat Pe Roothna Tumhe Yaad Ho Ke Na Yaad Ho Kabhi Baithey Sab Main Jo Roobaroo, To Asharton Se Hee Guftagoo
Woh Bayaan Shauq Ka Barmila, Tumhain Yaad Ho Kay Na Yaad Ho Huay Itafaq Se Gar Barham, To Wafa Jatanay Ko Dam Ba Dam
Gilla Malamaat Aqraba, Tumhain Yaad Ho Ke Yaar Ho Koi Aisee Baat Agar Hui Ke Tumharay Jee Ko Buree Laggi
To Bayaan Se Pehli Hi Bhoolna, Tumhay Yaad Ho Ke Na Yaad Ho Kabhie Hum Mein Tum Mein Bhi Chaah Thi Kabhi Hum Se Tum Se Bhi Raah Thi
Kabhi Hum Bhi Tum Se The Aashana Tumhe Yaad Ho Ke Na Yaad Ho Sunno Zikr Hai Kai Saal Ka, Ke Kiya Ik Aap Ne Waada Tha
So Nibhanay Ka To ZIkr Ka, Tumhain Yaad Ho Ya Ke Naa Yaad Ho Kaha Main Ne Baat Woh Kothay Ki Mere Dil Se Saaf Utar Gayi
To Kaha Ke Jaane Meri Balaa, Tumhain Yaad Ho Ke Naa Yaad Ho Woh Bigarna Wasal Ki Raat Ka, Woh Na Manana Kissi Baat Ka
Woh Nahin Nahin Ki Har Aan Adaa, Tumhain Yaad Ho Ke Naa Yaad Ho Jissay Aap Ginate The Aashana, Jissay Aap Kahete Thay Baawafa
Main Wohi Hoon Momin-E-Mubtila Tumhe Yaad Ho Ke Na Yaad Ho