Home / Indian Music Chart / Lyrics Aaja Sanam Madhur Chaandni Me Hum

Lyrics in Engilsh | Aaja Sanam Madhur Chaandni Me Hum | Chori Chori (1956)

Aaja Sanam
Madhur Chaandni Me Hum
Tum Mile To Veerane Me Bhi
Aa Jaiegi Bahaar
Jhoomne Lagega Aasman ( 2 )
Kehta Hai Dil
Aur Machalta Hai Dil
More Saajan Le Chal Mujhe
Taaron Ke Paar
Lagta Nahin Hai Dil Yahan ( 2 ) ………… Bheegi Bheegi Raat Me
Dil Ka Daaman Thaam Le
Khoyee Khoyee Zindgi
Har Dam Tera Naam Le Chaand Ki Behki Nazar
Keh Rahi Hai Pyar Kar
Zindagi Hai Ik Safar
Kaun Jaane Kal Kidhar
Chaand Ki Behki Nazar
Keh Rahi Hai Pyar Kar
Zindagi Hai Ik Safar
Kaun Jaane Kal Kidhar Aaja Sanam
Madhur Chaandni Me Hum
Tum Mile To Veerane Me Bhi
Aa Jaiegi Bahaar
Jhoomne Lagega Aasman ( 2 )

Kehta Hai Dil
Aur Machalta Hai Dil
More Saajan Le Chal Mujhe
Taaron Ke Paar
Lagta Nahin Hai Dil Yahan ( 2 ) ………… Dil Ye Chaahe Aaj To
Baadal Ban Ud Jaoon Main
Dulhan Jaisa Aasma
Dharti Par Le Aaoon Main Chaand Ka Dola Saje
Dhoom Taaron Me Mache
Jhoom Ke Duniya Kahe
Pyar Me Do Dil Mile
Chaand Ka Dola Saje
Dhoom Taaron Me Mache
Jhoom Ke Duniya Kahe
Pyar Me Do Dil Mile Aaja Sanam
Madhur Chaandni Me Hum
Tum Mile To Veerane Me Bhi
Aa Jaiegi Bahaar
Jhoomne Lagega Aasman ( 2 ) Kehta Hai Dil
Aur Machalta Hai Dil
More Saajan Le Chal Mujhe
Taaron Ke Paar
Lagta Nahin Hai Dil Yahan ( 2 ) ………… song : Aaja Sanam Madhur Chaandni Me Hum
Film : Chori Chori ( 1956 )
singer : Lata Mangeshkar, Manna Dey
Music Director : Shankar-Jaikishan
lyricist : Hasrat Jaipuri
Featuring : Nargis Dutt, Raj Kapoor

aja Sanam Madhur Chaandni Me Hum-YouTube Video | Chori Chori-1956

Lyrics Aaja Sanam Madhur Chaandni Me Me Hum from Chori Chori (1956)

Lyrics in Hindi | Aaja Sanam Madhur Chaandni Me Hum | Chori Chori (1956)

आजा सनम
मधुर चांदनी में हम
तुम मिले तो वीराने में भी
आ जाएगी बहार
झूमने लगेगा आसमान ( 2 )
कहता है दिल
और मचलता है दिल
मोरे साजन ले चल मुझे
तारों के पार
लगता नहीं है दिल यहाँ ( 2 ) ………… भीगी भीगी रात में
दिल का दामन थाम ले
खोयी खोयी ज़िंदगी
हर दम तेरा नाम ले चाँद की बहकी नज़र
कह रही है प्यार कर
ज़िन्दगी है इक सफर
कौन जाने कल किधर
चाँद की बहकी नज़र
कह रही है प्यार कर
ज़िन्दगी है इक सफर
कौन जाने कल किधर आजा सनम
मधुर चांदनी में हम
तुम मिले तो वीराने में भी
आ जाएगी बहार
झूमने लगेगा आसमान ( 2 ) कहता है दिल
और मचलता है दिल
मोरे साजन ले चल मुझे
तारों के पार
लगता नहीं है दिल यहाँ ( 2 ) ………… दिल ये चाहे आज तो
बादल बन उड़ जाऊं मैं
दुल्हन जैसा आसमा
धरती पर ले आऊं मैं

चाँद का डोला सजे
धूम तारों में मचे
झूम के दुनिया कहे
प्यार में दो दिल मिले
चाँद का डोला सजे
धूम तारों में मचे
झूम के दुनिया कहे
प्यार में दो दिल मिले आजा सनम
मधुर चांदनी में हम
तुम मिले तो वीराने में भी
आ जाएगी बहार
झूमने लगेगा आसमान ( 2 ) कहता है दिल
और मचलता है दिल
मोरे साजन ले चल मुझे
तारों के पार
लगता नहीं है दिल यहाँ ( 2 ) ………… गीत : आजा सनम मधुर चांदनी में हम
फिल्म : चोरी चोरी ( 1956 )
गायक : लता मंगेशकर, मन्ना डे
संगीतकार : शंकर-जयकिशन
गीतकार : हसरत जयपुरी
कलाकार : नरगिस, राज कपूर Spread the sexual love